*~*~*Hotel
Ka Khana*~*~*
> Customer : Bhai kab se wait ker raha hoon khana abhi tak tayyar
nahi howa?
> Hotel Wala : Sir kahana tu 3 din pehlay se tayyar hai bas gharam
ho raha hai.
>
Yeh Konsi Bari Baat Hai ?
> 3 choro saath mein bethay hotay hain...
> 1st one" yaar main itni garam chaye(tea) peeta hoon k
jaisay hee ketlee say cup say nikalti hai mein peejata hoon"
> 2nd one" yeh konsi bari baat hai mein to ketlee mein he
tyaar ker k ketlee mein hee peejata hoon "
> 3rd one" uhh.. yeh konsi bari baat hai main to moon(mouth)
mein doodh, patee aur cheenee(sugar) daltaa hoon aur choolhay(gas
burner) per beth jaata hoon..."
>
Ek admi kay pass two parrots hotay hain.ek parrot ahr waqt sajday
main rahta hai aur dosera parrot tasbi patrta rahta hai.iss admi
kay hamsay kay pass ek female parrot hoti hai JO BOHAT HI SHARARTI
HOTI HAI.har waqt kisi ko tang karti rahti hai.Female parrot wala
admi apnay hamsay say kahta hai kah aap mera parrot apnay parrots
kay pass rakh lain taikah woh bhi aap kay parrots ki tarah sharif
ho ay .Woh kahta hai kah theak hai.lehaza male parrots wala admi
female parrot ko apnay ghar lay ata hai .woh female parrot ko male
parrot kay cage main rakh deta hai.jaisay hi male parrots female
parrot ko dekhta hai jo tasbih parta rahta hai woh apni tasbi door
phank kar sajday paray huay parrot say kahta hai uth yaar apni dua
qabool hoo gai hai.
>
Ek lardke ne uske pappa se pucha: Pappa aap kahan paida hua the?
> Pappa: Main Banglore main paida hua tha.
> Phir lardke ne pacha pappa se: Mummy kahan paida hui theen?
> Pappa ne jawab diya: Woh Hyderabad mein hui theen.
> Phir se lardke ne pucha: Main kahan paida hua tha???
> Pappa: Tum baita Delhi main paida hua the.
> Phir bache ne pocha (masoomiyat se): Phir hum mile kaise???
>
Aek admee langrata hua ata hai usey dekh kar dou docotr apas main
jhagrte hain , aik kehta hai ke uski haddee toot gayi hai doosra
bolta hai ke nahi us ka angootha nikal gaya h ai dono mein kafi
behs horahi hoti hai to teesra doctor bolta hai chalo us se hi poch
lete hain usey poooch tay hain tou woh bolta hai nahi, meri tou
chappal toot gayi hai
>
Do dost film dekhnay gaye rastay main pan ki dukan se paan khareed
liya , aur aagey peeche beth gaye, beech film main aagey bethay
dost nai mushkil main kaha yaar peek jama hogayi hai kia karoo peechey
walai ne kaha yaar aglay ki jaib main dalday tou usne kaha n ahi
is tarah touu s ko pata chal jaye ga tou peechay walai ne kaha abhi
tak tujh ko pata chala ?
>
Mother:Beta dhoop main khade kiya kar rahe ho
> Son:Ammi paseena sukha raha hooon
Punjabian.com your homeland on the
Web, pakistan punjabi website, Thousands links to Pakistani web sites, you can learn punabi
language through punjabian.com A portal for punjabi peoples